Thursday, October 15, 2009

Birthday Wishes - My personal one

dua main deta hoon umar ki har baar, par itni umar ka tu karega bhi kya yaar...yeh soch kar main kehta hoon mere yaar, sada khush rahe tu rahe sukh barkarar...fir chahe din ho zindagi ke pachas ya pachas hazar, Janam din mubarak ho tujhko mere yaar...

No comments:

Post a Comment